Sufi Shayari Shufi Poetry
Bandagi ka meri andaaz juda hota hai
Mera kaaba mere sajdon main chupa hota hai
बंदगी का मेरी अंदाज जुदा होता है ।
मेरा क़ाबा मेरे सजदों में छुपा होता है ।।
***********************************************
Sufi Shayari Sufi Poetry
Bataayen kya tumhe yaaro, kahan thehre kahan pohanche,
Hazaaron daastaanen hain saffar ke saath waabasta..
बताए क्या तुम्हें यारों, कहाँ ठहरे कहाँ पहुँचे ।
हज़ारों दास्ताँने हैं सफ़र के साथ वाबस्ता ।।
***********************************************
Sufi Shayari Sufi Poetry
Sikandar khush nahin loot kar dolat zamane ki,
Lutaa kar sab kuch qalandar raqss karta hai..
सिकन्दर ख़ुश नहीं है लुट कर दोलत ज़माने की ।
लुटा कर सब कुछ कलंदर रक़्स करता है ।।
***********************************************
Sufi Shayari Sufi Poetry
Khudaya apne farishtey na bhej duniyaa mein,
Mein aadmi hoon farishton ke sath kese rahoon..
ख़ुदाया अपने फ़रिश्ते ना भेज दुनीया मे ।
मैं आदमी हुँ, फ़रिश्तों के साथ कैसे रहुँ ।।
***********************************************
Sufi Shayari Sufi Poetry
Chottiyan chuu kar guzartey hain, barastey kyon nahin,
Baadlon ki aik surat aadmi jesi bhi hai..
चोटियाँ छु कर गुज़रते हैं, बरसते नही ।
बादलों की एक शुरत आदमी जैसी भी है ।।