Saturday, July 30, 2011

Hindi Sad Ghazal - Mohhabat Ka ghum hota bohut Hai

Hindi Sad Ghazal - Dard Shayari - Sad Shayari

Mohhabat Ka ghum hota bohut Hai,
K ab Ye Lafz Bhi Ruswa bohut Hai,
Udasi Ka Sabab Main Kiya Bataon?
Gali Kochon Mein sannata bohut Hai,
Na milne Ki qasam Kha K Bhi Main Ne,
Tujhe Har Raah Mein dhunda bohut Hai,
Ye Aankhein Aur Kiya Dekhein Kisi Ko,
Inn Aankhon Ne tujhe Dekha bohut Hai,
Na Jaane Kyun Bacha Rakhe Hein Aanso,
Shayid mujhe Rona bohut hai,
Tujhe maloom To hoga mere humdum,
Tujhe Aik Shakhs Ne Chaha bohut hai.!

Hindi Sad Ghazal - Dard Shayari - Sad Shayari

Ghazal - Love - Labon pe phool khiltay hain kisi ke naam se pahle

Hindi Ghazal 

Labon pe phool khiltay hain kisi ke naam se pahle
dilon ke deep jalte hain charagh-e shaam se pahle
kabhi manzar badalne par bhi qissa chal nahin pata
kahani khatam hoti hai kabhi anjaam se pahle
yahi taare tumhaari aankh ki chilman mein rehte the
yahi sooraj nikalta thaa tumhare baam se pahle
hui hai shaam jungle main parinde laut.te honge
ab in ko kis tarah rokain nawaah-e-daam se pahle
ya saare rang murdaa the tumhaari shakl banne tak
ya saare harf muhmal the tumhaare naam se pahle
huaa hai wo agar munsif tou Amjad ihtiyataN ham
sazaa tasleem karte hain kisi ilzam se pahle

Hindi Ghazal - LOVE 

Ho raat akeli pichlay paiher or

Ho raat akeli pichlay paiher or
Chand gagan main aa jaye,
Tum chand ki manend tanha ho ye baat tumhay tarpa jaye.
Kuch khuwab saja kr palkoun pay
Tum chand say batein kr laina,
Hum yaad tumhay to kartay hain
tumYaad humain bhi ker laina.
Kuch bat na ho jb aisay he
num ankh Tumhari ho jaye,
Tum bat kahi per karty ho,
dil or Kahi per kho jaye.
Jazbat k aisay alam main
Muskan laboun par bhar laina,
Hum yaad tumhe to krtay hain,
Tum yaad humain bhi kr lena..

Ho raat akeli pichlay paiher or

Ho raat akeli pichlay paiher or
Chand gagan main aa jaye,
Tum chand ki manend tanha ho ye baat tumhay tarpa jaye.
Kuch khuwab saja kr palkoun pay
Tum chand say batein kr laina,
Hum yaad tumhay to kartay hain
tumYaad humain bhi ker laina.
Kuch bat na ho jb aisay he
num ankh Tumhari ho jaye,
Tum bat kahi per karty ho,
dil or Kahi per kho jaye.
Jazbat k aisay alam main
Muskan laboun par bhar laina,
Hum yaad tumhe to krtay hain,
Tum yaad humain bhi kr lena..

Hindi Love Ghazal - Iss baar kuch aisa mein chahta hoon

Hindi Ghazal - Love Ghazal - Shayari

Iss baar kuch aisa mein chahta hoon
Tum ko apna banaana chahta hoon
Bhula kar apne sab gham
Tumhe dilse apnana chahta hoon
Tumhe tumhari ijazaat se
Apne dil mein basana chahta hoon
Apne naam k saath joar kar tumhara naam
Duniya ko sar-e-aam dikhana chahta hoon
Kab ho Qubooliyat ki ghari na jaane
Tumhe har dua mein mangna chahta hoon
Ho jaao tum meri aur main tumhara
Harr pal bas yehi ehsaas chahta hoon
Tum se hi ki bass mohabbat main ne
Apni sari zindagi tumhare sang chahta hoon
Karta hoon aaj main ye iqraar
Main bass tumhe bass tumhe hi chahta hoon
Haq ke saath kahoon tumhe main apna
Tumse bass aaj main yehi raza chahta hoon

Hindi Ghazal - Love Ghazal - Shayari

Hindi Ghazal - Waqt-e-dua main ek dua karon

Hindi Ghazal - Waqt-e-dua me ek dua karu

Waqt-e-dua main ek dua karon,
main rab se ek eltija karon,
tu khush rahe,
tu shaad rahe,
teray dil ka angar abaad rahay,
tu har pal yun hi hansa kare,
tu phulon ki manind khila kare,
teri zindagi main koi ghum na ho,
teri aankh kabhi num na ho,
tujhey kisi se koi gila na ho,
koi dukh tujhey mila na ho,
teri rad kabhi dua na ho,
tee lab py koi sada na ho,
tujhey bin mange wo ataa karay,
teri maaf her ek khata karay !!


Hindi Ghazal - Waqt-e-dua me ek dua karu

Hindi Ghazal - Abhi kuch dair baqi hai

Hindi Ghazal - Abhi kuch Der baki hai

Abhi kuch dair baqi hai !
Khizan k beet janay main,
Guloun k Muskuranay main,
Khushi k geet ganay mein,
Baharon k zamanay main,
Abhi kuch dair baqi hai..!
Main tum ko bhool jaonga..!
Na tum ko Yaad aaonga..!
Main tum se dour reh k bhi,
Tumhain jee ker dikhaonga..!
Tumhain maloom hay laikin,
Yeh sub main kar na paaonga,
K tum ko bhool janay main,
Abhi kuch dair baqi hay..!


Hindi Ghazal - Abhi kuch Der baki hai

Friday, July 29, 2011

Sad Hindi Ghazal - हिंदी ग़ज़ल - आँखों में अश्क

Hindi Ghazal - Ansu Ghazal - Ashaq Ghazal - Sad Ghazal - Sad Shayari - हिंदी ग़ज़ल 



आँखों में अश्क आये जाते हैं , िफर भी हम मुस्कुराये जाते हैं ,
गाना तो आता नहीं हैं , िफर भी हम गुनगुनाये जाते हैं !

संभल के चलते हैं िदल अपना , कहीं कोई तोड़ न दे ,
बेवफाई से भरी दुिनया में , हम वफ़ा िकये जाते हैं !

दुिनया हँसती है हम पर , हमें कोई ऐतराज नहीं,
रोते हुए िदलों को भी हम हँसाए जाते हैं!

टूट गए सारे सपने पल भर में शीशे की तरह ,
िफर भी दूसरों के िलये , हम सपने सजाये जाते हैं!

सारी िजंदगी अंधरे में िबता दी हमने ,
जाते-जाते औरों के िलये दीये जलाये जाते हैं!

रास्ते ही नहीं है जब , मंिजलों की तो आस िकसे ,
रास्तों की तलाश में , हम काटों पर चले जाते हैं !

सूनी पड़ी है राहें िदल की , कोई मुसािफर नहीं राहों में ,
सूनेपन को साथ में लेकर , हम राहों से गुजरते जाते हैं!

प्यास इतनी प्यास है िक , अब तक बुझी नहीं,
पानी तो कहाँ नसीब में , अब तो अश्कों को ही पीये जाते हैं !

Hindi Ghazal - Ansu Ghazal - Ashaq Ghazal - Sad Ghazal - Sad Shayari - हिंदी ग़ज़ल 

Mudatein howe aik shamma yaha jala karti thee..


Kabhie subha say kabhie sehar say larra karti thee
Mudatein howe aik shamma yaha jala karti thee

Kya baat howe kay aaj sar-e-sham band ho gayee
Aik khirrkee jo kabhi autak-e-sehar khula karti thee

Simhata hai dil kiyoun ab ki barr iss toofan main
Garajtay thay badal, bijli pehlay bhie girra karti thee

Kuch kasoor-e-kismat-e-amaan ka hai warna
Naumeedi iss dil say dur hie raha karti thee

Khata meri hie thee jo duniya say dil laga baitha
Yeh kambakht zindagi pehlay kab kisi say wafa karti thee

Main kaash yeh keh sakta ,”Mujhe Yaad Kijiye”
Kabhi meri yaad jinn ki dharkan howa karti thee

Dekho aaj hum unn ki duniya mai shamil hie nahin
Jinn ki duniya kabhi Roshan Hum Say Howa karti thee ……

PrÎñÇë : +918950008924, +919354518410
pawan.goyat@gmail.com

Thursday, July 28, 2011

Mudatein howe aik shamma yaha jala karti thee..


Kabhie subha say kabhie sehar say larra karti thee
Mudatein howe aik shamma yaha jala karti thee

Kya baat howe kay aaj sar-e-sham band ho gayee
Aik khirrkee jo kabhi autak-e-sehar khula karti thee

Simhata hai dil kiyoun ab ki barr iss toofan main
Garajtay thay badal, bijli pehlay bhie girra karti thee

Kuch kasoor-e-kismat-e-amaan ka hai warna
Naumeedi iss dil say dur hie raha karti thee

Khata meri hie thee jo duniya say dil laga baitha
Yeh kambakht zindagi pehlay kab kisi say wafa karti thee

Main kaash yeh keh sakta ,”Mujhe Yaad Kijiye”
Kabhi meri yaad jinn ki dharkan howa karti thee

Dekho aaj hum unn ki duniya mai shamil hie nahin
Jinn ki duniya kabhi Roshan Hum Say Howa karti thee ……

PrÎñÇë : +918950008924, +919354518410
pawan.goyat@gmail.com

Warna uss Se muhabbat bohat purani hai....


Nayi tarha se nibhanay ki dill ne thani hai
Warna uss Se muhabbat bohat purani hai

Khuda wo din na dikhaye k mein kisi se sunooN
Ke tune bhi gham-e-dunia Se haar mani hai

Zameen pe reh ke sitare shikaar krtay Hain
Mizaaaj ehl-e-muhabbat ka aaasmani hai…

Hamein aziz ho kyon kar na sham-e-gham k yahi
Bicharnay walay ‘ teri akhri nishaani hai

Utar pare ho to dariyaa Se puchna kaisa
K saaahlioon Se udhar kitna tez pani hai

Bohat dinoon me teri yaad aourdh kr utri
Yeh shaam kitni sunehri hai kia suhaani hai

Main kitni dair use sochta rahon
Ke jaise uss ka badan bhi koi kahani hai…….

Prince : +918950008824, +919354518410
pawan.goyat@gmail.com

Mai koi sahyar nahi......


Mai koi sahyar nahi,
mai koi lekhak nahi,
na mai koi rachita hun.

mere labz kisi galib ki gazal nahi,
meri likhawat kisi kitab ki nakal nahi.

ye to mere gujre huy kal ki,
dard-e-numa kahani hai.

Ise kisi kavi ki kavita na samhajh na,
ise kisi sahyar ki shayari na samhajh na.

ye to mere bite dino ki chahat
ki nishani hai.

maeni har labz ko apne sine utara hai,
ek ek labz ko intejar ki dhup me sicha hai,
Ise sirf gajal na samhajh na.

PrÎñÇë : +919354518410

Badal saka na judai k gham utha kar bhi........


Badal saka na judai k gham utha kar bhi
K main to main hi raha,tujh se door ja kar bhi

Main sakht jaan tha is karb se bhi bach nikla
Main jee raha hoon tujhe hath se ganwa kar bhi

KHUDA kare k tujhe doori hi raas aa jaaye
Tu kya karay gi bhala ab yahan pe aa kar bhi

Abhi to mere bikhrne ka khyal baqi hai
Main khush nahin hoon abhi apna ghar luta kar bhi

Main us ko satah se mehsoos kar k bhi khush hoon
Woh mutma-in hi nahin meri teh ko pa kar bhi

Abhi tak us ne koi bhi to faisla nahin kiya
Woh chup hai mujh ko har ik Tarah aazma kar bhi

Is hujoom mein lar bhirr k zindagi kar lo
Raha na jaaye ga duniya se door ja kar bhi

Khula yeh bhed k tanhaaiyaan hi qismat hain
Ik umar dekh liya mehfilain saja kar bhi

Ruka na zulm mere raakh ban-nay par bhi
Hawa ki khu to wohi hai mujhe jala kar bhi…..!!!

Prince : +918950008824
pawan.goyat@gmail.com

Hazaron manzilein aisi hazaron khawishein aise.....


Hazaron manzilein aisi hazaron khawishein aise
Ki na haasil toh dum nikle, jo mil jaye toh dum nikle
Har ek din tay kiya ki ub tere dar par na jayenge
Muqaddar yun ki hur ek raah par tera dar sanam nikle

Nigahon se behakne ke zamane lout ayenge
Magar yeh shart hain ki, benaqaab hokar sanam nikle

Umeedo ke chaman mein aaj ek tara naya aaya
Tamanna hain ki chandani bankar sanam nikle

Jalaya khoob hain maine, nashe mann ko mohabatt mein
Kabhi toh yun bhi ho ki, khud shama bankar sanam nikle

Kisi dariya dili mein usne, nazar bhar ke dekha hain
Mumkin hain meri umeed se badhkar sanam nikle

Mujhe yeh char lamho ki kareebi manzoor nahi taqdeer
Kuch aisa kar ki yeh rishtey, umar bankar sanam nikle

Jo sagar sa nigahon mein utar aaya hain rehne do
mumkin hain ki yun dil ke samandar se sanam nikle

Prince : +918950008824
pawan.goyat@gmail.com

Hindi Ghazal - Bigri huyi Taqdir Bana

Hindi Ghazal - Bigri huyi Taqdir Bana


AYE MUSAWWIR MEREY MEHBOOB KI TASWEER BANA
TUJHSE BAN JAYE TU BIGRI HUI TAQDIR BANA

ZULF AISE HO K BARSAAT B PANI MANGE
SURKH HONTO SE HAR AIK PHOOL JAWANI MANGE

NARGISI ANKHON MAI KAJAL KI WOHI TEER BANA
AYE MUSSAWIR MERE MEHBUB KI TASWEER BANA

MAIN TUJHEY HUSN K ANDAZ SIKHAON KAISE
APNI ANKHEN TERE CHEHRE P LAGAON KAISE

TERA DAR CHOR K JAON TU JAON KAISE
JIS MAI ULJHA RAHOON DIN RAAT WO ZANJEER BANA

AYE MEHBUB MERE MEHBUBKI TASWEER BANA....
TUJHSE BAN JAYE TU BIGRI HUI TAQDIR BANA


Hindi Ghazal - Bigri huyi Taqdir Bana


yeh faesla kia hai tuje dekhne k baad......

Har shaks kibriya hai tuje dekhne k baad
dawa mera baja hai tuje dekhne k baad
hum aa kar tere sher se wapis na jaeen gian
yeh faesla kia hai tuje dekhne k baad
sajdha karo to kafir kaheen gian loog
par yeh kon sochta hai tuje dekhne k baad
sajdha karon, k naqsh-e-qadam chomon
ghar kaba ban gaya hai tuje dekhne k baad
kehte hain loog use masiha, magar yahan
aik shaks mar gaya hai tuje dekhne k baad
har waqt may rehti hon khoi khoi c,
yeh hal ho gaya hai tuje dekhne k baad

Prince : +918950008824, +919354518410
pawan.goyat@gmail.com

JAL GAYA PHIR BHI BAHARON KI LAGAN BAQI HAI

JAL GAYA PHIR BHI BAHARON KI LAGAN BAQI HAI
BAAGH-E-UMEED MEIN KHUSHBOO-E-CHAMAN BAQI HAI

MUSKURA HUM BHI LIYE,UN SE GALE MIL KE MAGAR
JAANE KYOUN DIL MEIN ABHI EK CHUBHAN BAQI HAI

AAG GAR BUJH GAYEE,KYOU DIL KO SUKOON PHIR BHI NAHI
KUCH TO BAQI HAI JO SEENE MEIN GHUTAN BAQI HAI

ROOH TO JA BHI CHUKI,CHHORH KE MASKAN APNA
AB BACHA KYA HAI JO SEHNE KO BADAN BAQI HAI

KYOUN SADA MUJHKO DIYE JATA HAI MAAZI MERA
MAAT DE KAR BHI KOI AUR JATTAN BAQI HAI

GHAM HI AA JAATE HAIN MILNE KO JO GAAHE,GAAHE
KHUSH HOON DUNIYA MEIN ABHI KOI CHALAN BAQI HAI

MUSKURANE SE KHALISH BAAT KAHIN CHUPTI HAI
CHEHRA KEH DETA HAI,SEENE MEIN DUKHAN BAQI HAI

Prince : +918950008824, +919354518410
pawan.goyat@gmail.com

Sunday, July 17, 2011

Mudatein howe aik shamma yaha jala karti thee

Kabhie subha say kabhie sehar say larra karti thee
Mudatein howe aik shamma yaha jala karti thee

Kya baat howe kay aaj sar-e-sham band ho gayee
Aik khirrkee jo kabhi autak-e-sehar khula karti thee

Simhata hai dil kiyoun ab ki barr iss toofan main
Garajtay thay badal, bijli pehlay bhie girra karti thee

Kuch kasoor-e-kismat-e-amaan ka hai warna
Naumeedi iss dil say dur hie raha karti thee

Khata meri hie thee jo duniya say dil laga baitha
Yeh kambakht zindagi pehlay kab kisi say wafa karti thee

Main kaash yeh keh saktaa,"Mujhe Yaad Kijiye"
Kabhi meri yaad jinn ki dharkan howa karti thee

Dekho aaj hum unn ki duniya mai shamil hie nahin
Jinn ki duniya kabhi Roshan Hum Say Howa karti thee ........

PrÎñÇë : +918950008824, +919354518410
pawan.goyat@gmail.com

Aap Hote Hain To Phir Hosh kahan Hote Hain....

Behke Behke Huwe Andaaz-e-Bayan Hote Hain,
Aap Hote Hain To Phir Hosh kahan Hote Hain,

Hont Paband Hain Mafhum Bayan Hote Hain,
Koi Samjhe To Yeh Aansu Bhi Zubaan Hote Hain,

Yaad Hai Teri Nigaahon ka Badalna Mujhko,
Aise Andaaz Qayamat Mein Kahan Hote Hain,

Kyun Shab-e-Gham Na Jalaun Teri Yaadon Ke Charagh,
Unse Roshan Meri Manzil Ke Nishan Hote Hain,

Gham Hai Baqi To Kisi Roz Khushi Bhi Hogi,
Phool Bhi Khaar Ke Pehlu Mein Jawaan Hote Hain..

PrÎñÇë : +918950008824

Dard ki harr ik hadd se ab guzar gaya hoo'n mai...

Dard ki harr ik hadd se ab guzar gaya hoo'n mai
phir kabhi na simtunga you'n bikhar gaya hoo'n mai

maut bas nahee'n aati rooh k nikalne se
sans mujh mai baqi hai phir bhi marr gaya hoo'n mai

zindagi mai jitni bhi roshni thi uss se thii
mustaqil andhero'n mai abb utar gaya hoo'n mai

baam o darr bhi uske baad ho gaye hain you'n khamosh
aur dil ulajhta hai jabb bhi ghar gaya hoo'n mai

uska sath jab tak tha rung rung mausam thai
bas khiza'n k mausam mai ab thhehar gaya hoo'n mai

PrÎñÇë : +918950008824